Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

teri yaad

Imran Shanawar

teri yaad

Imran Shanawar

MORE BYImran Shanawar

    hafta pahle jab terā

    phone aayā aur ne kahā

    jān-e-jānāñ i-miss-you

    tab se jaane kyuuñ dil meñ

    ek ajab halchal hai

    dil ke dariyā meñ jaise

    kisī ne patthar pheñk diyā

    mujh ko aisā lagtā hai

    patthar terī yaad thā

    jis ke girte paanī

    bebas ho kar uchhal gayā

    aañkh kaTorā bhar aayā

    nahīñ yaqīñ to dekh aa kar

    aaj bhī merī āñkhoñ se

    aksar paanī bahtā hai

    tum se kahtā rahtā hai

    jānāñ

    i-miss-you

    hafta pahle jab tera

    phone aaya aur tu ne kaha

    jaan-e-jaanan i-miss-you

    tab se jaane kyun dil mein

    ek ajab si halchal hai

    dil ke dariya mein jaise

    kisi ne patthar phenk diya

    mujh ko aisa lagta hai

    patthar teri yaad ka tha

    jis ke girte hi pani

    bebas ho kar uchhal gaya

    aankh kaTora bhar aaya

    nahin yaqin to dekh aa kar

    aaj bhi meri aankhon se

    aksar pani bahta hai

    tum se kahta rahta hai

    jaanan

    i-miss-you too

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now