the gift of magi
maiñ ne apne lambe baal tumhārī ḳhātir bech diye haiñ
aur ab ghar ghar jaane vaale
mere ghar bhī ā.eñge
aur maiñ terī ḳhātir
ujle din kī ḳhātir
rakhe jaane vaale tohfe
kis kis ko taqsīm karūñgī
aur tum kis ke vāste sandal sandal ghūmoge
tum bhī shāyad apnī āḳhirī ḳhvāhish bech chuke ho
varna ghar mat aanā
main ne apne lambe baal tumhaari KHatir bech diye hain
aur ab ghar ghar jaane wale
mere ghar bhi aaenge
aur main teri KHatir
ujle din ki KHatir
rakhe jaane wale tohfe
kis kis ko taqsim karungi
aur tum kis ke waste sandal sandal ghumoge
tum bhi shayad apni aaKHiri KHwahish bech chuke ho
warna ghar mat aana
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.