tilism
shātir logoñ ne
us ke aate hī dīvār khīñch dī
kahīñ is kā saaya
mujhe chhū na le
ek ehsās ko
zindagī miltī hai:
koī to tilism hai
jo un ke ḳhauf kā sabab banā
shatir logon ne
us ke aate hi diwar khinch di
kahin is ka saya
mujhe chhu na le
ek ehsas ko
zindagi milti hai:
koi to tilism hai
jo un ke KHauf ka sabab bana
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.