tulu-e-shab
na falak par koī taarā na zamīñ par jugnū
jo kiran nuur kī hai maat huī jaatī hai
kārgar yūrish-e-zulmāt huī hai kitnī
kyā hamesha ke liye raat huī jaatī hai
na falak par koi tara na zamin par jugnu
jo kiran nur ki hai mat hui jati hai
kargar yurish-e-zulmat hui hai kitni
kya hamesha ke liye raat hui jati hai
- Book : Azadi Ke Bad Urdu Nazam (Pg. 63)
- Author : Shamim Hanfi and Mazhar Mahdi
- Publication : qaumi council baraye-farogh urdu (2005)
- Edition : 2005
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.