tum hi kaho
mirī zindagī ke ufuq par
tumhārī sitāra sī āñkhoñ kī lau jal uThī ho
ragoñ meñ tumhārī rifāqat kī
ik ahmarīñ raushnī dauḌtī ho
aur aise meñ naqsh-e-suvaidā meñ
hiire kī tābindagī ho
to is meñ ajab kyā
meri zindagi ke ufuq par
tumhaari sitara si aankhon ki lau jal uThi ho
ragon mein tumhaari rifaqat ki
ek ahmarin raushni dauDti ho
aur aise mein naqsh-e-suwaida mein
hire ki tabindagi ho
to is mein ajab kya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.