tum kaun ho
kaash
zindagī meñ phir kabhī
kahīñ bhī sar-e-rāh
ek duuje ke
aamne sāmne hoñ
aur apne dard chhupā kar
maiñ bhī use
us kī tarah
sirf itnā kahūñ
tum kaun ho
kash
zindagi mein phir kabhi
kahin bhi sar-e-rah
ek duje ke
aamne samne hon
aur apne dard chhupa kar
main bhi use
us ki tarah
sirf itna kahun
tum kaun ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.