Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

turk shaer nazim-hikmat ke afkar

Faiz Ahmad Faiz

turk shaer nazim-hikmat ke afkar

Faiz Ahmad Faiz

MORE BYFaiz Ahmad Faiz

    jiine ke liye marnā

    ye kaisī sa.ādat hai

    marne ke liye jiinā

    ye kaisī himāqat hai

    akele jiyo ek shamshād-tan tarah

    aur mil kar jiyo

    ek ban tarah

    ham ne ummīd ke sahāre par

    TuuT kar yuuñ zindagī hai

    jis tarah tum se āshiqī hai

    jine ke liye marna

    ye kaisi saadat hai

    marne ke liye jina

    ye kaisi himaqat hai

    akele jiyo ek shamshad-tan ki tarah

    aur mil kar jiyo

    ek ban ki tarah

    hum ne ummid ke sahaare par

    TuT kar yun hi zindagi ki hai

    jis tarah tum se aashiqi ki hai

    Source :
    • Book : Nuskha Hai Wafa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 715)
    • Publication : Educational Publishing House (2009)
    • Edition : 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now