Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tufani raat mein intizar

Muneer Niyazi

tufani raat mein intizar

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    us ke reshmīñ kapḌe haiñ tez havā zor

    chhan-chhan kartī pāzebeñ haiñ pattoñ shor

    āñhkeñ niiñd se bojhal haiñ par dil bhī hai bechain

    isī tarah se kaT jā.egī kājal jaisī rain

    us ke reshmin kapDe hain ya tez hawa ka zor

    chhan-chhan karti pazeben hain ya patton ka shor

    aanhken nind se bojhal hain par dil bhi hai bechain

    isi tarah se kaT jaegi kajal jaisi rain

    Source :
    • Book : kulliyat-e-muniir niyaazii (Pg. 171)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now