Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

TuT-baTuT gaya bazar

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

TuT-baTuT gaya bazar

Sufi Ghulam Mustafa Tabassum

MORE BYSufi Ghulam Mustafa Tabassum

    TūT-baTūT gayā bāzār

    le kar aayā murġhe chaar

    har murġhe ik ik murġhī

    har murġhī ke anDe chaar

    har anDe meñ do do chūze

    har chūze choñcheñ aaTh

    har ik choñch meñ chhe chhe laDDū

    har laDDū ke daane saaTh

    kitne daane ban ga.e yaar

    jaldī jaldī karo shumār

    TuT-baTuT gaya bazar

    le kar aaya murghe chaar

    har murghe ki ek ek murghi

    har murghi ke anDe chaar

    har anDe mein do do chuze

    har chuze ki chonchen aaTh

    har ek chonch mein chhe chhe laDDu

    har laDDu ke dane saTh

    kitne dane ban gae yar

    jaldi jaldi karo shumar

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now