Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

us par

MORE BYAazam Khursheed

    kuchh na.e phuul

    mazāroñ se churā leñ jānāñ

    apne rūThe hue sāñsoñ ko manā.eñ jānāñ

    apnī āñkhoñ ke samandar se

    udhar bhī dekheñ

    apne sapnoñ ke darīchoñ se udhar haañ jānāñ

    aao us paar

    zamānoñ lakīreñ paḌh leñ

    saañp rastoñ pe chaleñ zahr sāmāñ jānāñ

    kuchh nae phul

    mazaron se chura len jaanan

    apne ruThe hue sanson ko manaen jaanan

    apni aankhon ke samandar se

    udhar bhi dekhen

    apne sapnon ke darichon se udhar han jaanan

    aao us par

    zamanon ki lakiren paDh len

    sanp raston pe chalen zahr ka saman jaanan

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now