wahi hua na ki jis ka Dar tha
bichhaḌ ga.e tum badal ga.e tum
ye rut jo badlī badal gayā sab
vafā kī bāteñ milan kī rāteñ
vahī huā nā ki jis kā Dar thā
udāsī āñkhoñ meñ bas ga.ī hai
rañg saare paḌe haiñ phīke
tumhāre jazbe kī ik lahar se
ujaḌ ga.ī hai hamārī duniyā
vahī huā hai ki jis kā Dar thā
bichhaD gae tum badal gae tum
ye rut jo badli badal gaya sab
wafa ki baaten milan ki raaten
wahi hua na ki jis ka Dar tha
udasi aankhon mein bas gai hai
rang sare paDe hain phike
tumhaare jazbe ki ek lahar se
ujaD gai hai hamari duniya
wahi hua hai ki jis ka Dar tha
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.