Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

waqfa

MORE BYAhmad Nadeem Qasmi

    rāsta nahīñ miltā

    munjamid añdherā hai

    phir bhī bā-vaqār insāñ

    is yaqīñ pe zinda hai

    barf ke pighalne meñ

    pau phaTe vaqfa hai

    us ke ba.ad sūraj ko

    kaun rok saktā hai

    rasta nahin milta

    munjamid andhera hai

    phir bhi ba-waqar insan

    is yaqin pe zinda hai

    barf ke pighalne mein

    pau phaTe ka waqfa hai

    us ke baad suraj ko

    kaun rok sakta hai

    Source :
    • Book : auraq salnama magazines (Pg. e-253 p-241)
    • Author : Wazir Agha,Arif Abdul Mateen
    • Publication : Daftar Mahnama Auraq Lahore (1967)
    • Edition : 1967
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now