waqt be-waqt
raat bhar
ḳhvāb andar
aap apne ko
band kamre ke kone meñ
nuqta-e-āġhāz se juḌā
ThanDe sīm-zada farsh par
hālat-e-tashannuj aur naza.a darmiyān
raushnī intizār meñ dekhā
baañg be-vaqt
ḳhvāb TūTne par
shoshe ke farq se
ḳhvāb kī ta.abīr ko sach paayā
apne aap ko
apne vatan meñ paayā
raat bhar
KHwab andar
aap apne ko
band kamre ke kone mein
nuqta-e-aghaz se juDa
ThanDe sim-zada farsh par
haalat-e-tashannuj aur naza darmiyan
raushni intizar mein dekha
bang be-waqt
KHwab TuTne par
shoshe ke farq se
KHwab ki tabir ko sach paya
apne aap ko
apne watan mein paya
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.