waqt ke dhamakon ne dhum aisi Dali hai
log sahme sahme haiñ har taraf siyāsat hai
be-panāh va.ade haiñ
lachche-dār bāteñ haiñ
lafz ke jhamele haiñ
ye kisī kā da.avā hai
āzmūda nusḳha ik
maut se mafar kā hai
ḳhud ko kah ḳhudā koī
hākim-e-zamāna ban
jabr-o-qahr kartā hai
aam log sab ki sab
bol-bāziyoñ se ab
be-panāh aajiz haiñ
log sahme sahme hain har taraf siyasat hai
be-panah wade hain
lachche-dar baaten hain
lafz ke jhamele hain
ye kisi ka dawa hai
aazmuda nusKHa ek
maut se mafar ka hai
KHud ko kah KHuda koi
hakim-e-zamana ban
jabr-o-qahr karta hai
aam log sab ki sab
bol-baziyon se ab
be-panah aajiz hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.