waqt ko nap len
vaqt ko naap leñ
dekh leñ kis ke chehre pe parchhā.īñ hai shaam kī
jaise jaise ye shāmeñ guzartī haiñ ham
pul se pul jhāñkte
us nadī ke sire ko gañvāte chale jā rahe haiñ
ajab tarah log
apne apne ḳhayāloñ ko jismoñ meñ bāñTe hue haiñ
ḳhayāloñ ko jismoñ meñ bāñTūñ ki Dhālūñ
waqt ko nap len
dekh len kis ke chehre pe parchhain hai sham ki
jaise jaise ye shamen guzarti hain hum
pul se pul jhankte
us nadi ke sire ko ganwate chale ja rahe hain
ajab tarah log
apne apne KHayalon ko jismon mein banTe hue hain
KHayalon ko jismon mein banTun ki Dhaalun
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.