Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

waqt

MORE BYMohammad Alvi

    ham ne vaqt ko

    ghaḌī meñ qaid kar diyā hai

    jahāñ vo raat din

    haath phailā ke

    haath uThā ke

    haath joḌ ke

    fariyād kartā rahtā hai!

    jab vo āzād thā

    vo zamānā

    yaad kartā rahtā hai!!

    hum ne waqt ko

    ghaDi mein qaid kar diya hai

    jahan wo raat din

    hath phaila ke

    hath uTha ke

    hath joD ke

    fariyaad karta rahta hai!

    jab wo aazad tha

    wo zamana

    yaad karta rahta hai!!

    Source :
    • Book : Raat Idhar Udhar Rooshan (Pg. 557)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now