wartiya dosh
nahīñ miTtī
kisī kī bhuuk
roTī se
nahīñ karte
kisī ke dard kā darmāñ
aañsū
kahīñ hotā asar
dī huī duāoñ kā
nahīñ uThtā
koī inqalāb
lahū se
nahīñ ugtā
koī sabza
pasīne se
phaltā hī nahīñ
koī bhī kaam
bāñdhā hī nahīñ gayā
prem suut
hamārī umreñ guzar chukī haiñ
nahin miTti
kisi ki bhuk
roTi se
nahin karte
kisi ke dard ka darman
aansu
kahin hota asar
di hui duaon ka
nahin uThta
koi inqalab
lahu se
nahin ugta
koi sabza
pasine se
phalta hi nahin
koi bhi kaam
bandha hi nahin gaya
prem sut
hamari umren guzar chuki hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.