Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

viran raste ki paimaish

Khurshid Akram

viran raste ki paimaish

Khurshid Akram

MORE BYKhurshid Akram

    vīrāne se kāshāne tak

    bas ek qadam duurī hai

    ek qadam ho saktā hai ek saa.at

    ek haivānī umr

    ek nuurī saal

    vīrān rāste paimā.ish ke liye

    ḳhudā ne

    farishta muqarrar nahīñ kiyā

    virane se kashane tak

    bas ek qadam ki duri hai

    ek qadam ho sakta hai ek saat ka

    ek haiwani umr ka

    ya ek nuri sal ka

    viran raste ki paimaish ke liye

    KHuda ne

    farishta muqarrar nahin kiya

    RECITATIONS

    Khurshid Akram

    Khurshid Akram,

    Khurshid Akram

    viran raste ki paimaish Khurshid Akram

    related content

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now