wo hamd-e-rabb-e-jalil
hameñ ta.alīm detā hai
ishāroñ se kināyoñ se
achhūte isti.āroñ se
kabhī tashbīh ke raushan sitāroñ se
hamāre zehn-o-dil kī har tah-e-nā-sāf ko
ālūdgī se paak kartā hai
kabhī lafzoñ ke tan par se
qabā-e-pur-takalluf chaak kartā hai
har ik bātil ravayye ko jalā kar
raakh kartā hai
hamein talim deta hai
ishaaron se kinayon se
achhute istiaron se
kabhi tashbih ke raushan sitaron se
hamare zehn-o-dil ki har tah-e-na-saf ko
aaludgi se pak karta hai
kabhi lafzon ke tan par se
qaba-e-pur-takalluf chaak karta hai
har ek baatil rawayye ko jala kar
rakh karta hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.