vo kaun thā vo kaun thā
tilism-e-shahr-e-ārzū jo toḌ kar chalā gayā
har ek taar ruuh kā jhiñjhoḌ kar chalā gayā
mujhe ḳhalā ke bāzuoñ meñ chhoḌ kar chalā gayā
sitam-shi.ār āsmāñ to thā nahīñ
udāsiyoñ kā rāz-dāñ to thā nahīñ
vo merā jism-e-nā-tavāñ to thā nahīñ
to kaun thā
vo kaun thaa?
wo kaun tha wo kaun tha
tilism-e-shahr-e-arzu jo toD kar chala gaya
har ek tar ruh ka jhinjhoD kar chala gaya
mujhe KHala ke bazuon mein chhoD kar chala gaya
sitam-shiar aasman to tha nahin
udasiyon ka raaz-dan to tha nahin
wo mera jism-e-na-tawan to tha nahin
to kaun tha
wo kaun tha?
- Book : sooraj ko nikalta dekhoon (Pg. 88)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.