Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sharnathi

MORE BYKafeel Aazar Amrohvi

    ḳhvāb shab muñDeroñ pe baiThe hue

    ghūrte haiñ mujhe

    merī ā.ankhoñ meñ basne ko bechain haiñ

    maiñ isī ḳhauf se raat bhar

    jāgtā huuñ ki maiñ so gayā gar

    to ye

    merī ā.ankhoñ meñ bas jā.eñge

    aur kal

    un qīmat chukānī paḌegī mujhe

    KHwab shab ki munDeron pe baiThe hue

    ghurte hain mujhe

    meri aaankhon mein basne ko bechain hain

    main isi KHauf se raat bhar

    jagta hun ki main so gaya gar

    to ye

    meri aaankhon mein bas jaenge

    aur kal

    un ki qimat chukani paDegi mujhe

    Source :
    • Book : Dhoop Ka Dareecha (Pg. 62)

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now