Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

yaKH-zada ungliyan

Mohammad Anvar Khalid

yaKH-zada ungliyan

Mohammad Anvar Khalid

MORE BYMohammad Anvar Khalid

    yaḳh-zada uñgliyāñ

    tah-ba-tah barf chādaroñ se ubhartī huī

    barf is saal itnī paḌī hai

    ki raste ke sab pech-o-ḳham chhup ga.e haiñ

    aur laḌkiyāñ

    duur pur-nūr lāmbe darīchoñ se jab barf meñ yaḳh-zada uñgliyāñ

    dekhtī haiñ to ye pūchhtī haiñ

    ki is barf se phuul kaise khilā

    koñpleñ kaise phūTīñ

    zamīñ bāñjh thī kis tarah yak-ba-yak hāmila ho ga.ī

    yaKH-zada ungliyan

    tah-ba-tah barf ki chadaron se ubharti hui

    barf is sal itni paDi hai

    ki raste ke sab pech-o-KHam chhup gae hain

    aur laDkiyan

    dur pur-nur lambe darichon se jab barf mein yaKH-zada ungliyan

    dekhti hain to ye puchhti hain

    ki is barf se phul kaise khila

    konplen kaise phuTin

    zamin banjh thi kis tarah yak-ba-yak hamila ho gai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now