Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ye ek fitri amal hai

Ali Sahil

ye ek fitri amal hai

Ali Sahil

mohabbat

zindagī ārizī Thikānā hai

aur

shahr meñ tafrīhī maqāmāt qillat

ābādī meñ izāfe asal vaj.h

ye baat bahut kam log jānte haiñ

kirā.e ke makānoñ meñ paidā hone vaale bachche

āñkhoñ meñ dīvāreñ le kar paidā hote haiñ

aur chhatoñ ke ḳhvāb dekhte hue

zindagī ziyāda hissa

nākāmī ta.ana sunte hue guzār dete haiñ

ta.ana sunñe vaalī āñkhoñ meñ

aañsū aur shikāyat

ek fitrī amal hai

jis radd-e-amal bhī

ābādī meñ izāfe vaj.h ban saktā hai

mohabbat

zindagi ka aarizi Thikana hai

aur

shahr mein tafrihi maqamat ki qillat

aabaadi mein izafe ki asal wajh

ye baat bahut kam log jaante hain

kirae ke makanon mein paida hone wale bachche

aankhon mein diwaren le kar paida hote hain

aur chhaton ke KHwab dekhte hue

zindagi ka ziyaada hissa

nakaami ka tana sunte hue guzar dete hain

tana sunne wali aankhon mein

aansu aur shikayat

ek fitri amal hai

jis ka radd-e-amal bhi

aabaadi mein izafe ki wajh ban sakta hai

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now