zad-e-safar
apnī rut kā maiñ huuñ panchhī
cholā badalte mausam ke sañg hijrat lāzim
abhī to jānāñ
pahlā mausam utrā mujh se
āḳhirī dekh ke kuchh bolūñgā
mausam kitne hijrat kaisī
rang-rutoñ ke lahje kyā the
is dariyā ke moḌ pe jānāñ
kuchh mat pūchho
jitnī mohabbat paas tumhāre sab de Daalo
zād-e-safar ho
apni rut ka main hun panchhi
chola badalte mausam ke sang hijrat lazim
abhi to jaanan
pahla mausam utra mujh se
aaKHiri dekh ke kuchh bolunga
mausam kitne hijrat kaisi
rang-ruton ke lahje kya the
is dariya ke moD pe jaanan
kuchh mat puchho
jitni mohabbat pas tumhaare sab de Dalo
zad-e-safar ho
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.