zahr
shab kā sannāTā
ab to pighal jā.egā
ruuh kī tīrgī bhī bikhar jā.egī
mere is ā.īna-ḳhāna-e-jism meñ
kitne sūraj
ba-yak vaqt dar aa.e haiñ
ab zamīñ kī tirī
ḳhushk ho jā.egī
saañp kā zahr
saarā nikal jā.egā
shab ka sannaTa
ab to pighal jaega
ruh ki tirgi bhi bikhar jaegi
mere is aaina-KHana-e-jism mein
kitne suraj
ba-yak waqt dar aae hain
ab zamin ki teri
KHushk ho jaegi
sanp ka zahr
sara nikal jaega
- Book : Mukhtalif (Pg. 41)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.