zara si baat thi
tumheñ apnā banānā kis qadar dushvār hai jānāñ
magar is se bhī mushkil hai
tumheñ dil se bhulā denā
zarā sī baat thī jo tum se kahnī thī
magar kahne kī naubat hī nahīñ aa.ī
muqaddar ne nihāyat hī suhūlat se
tumheñ merā banā Daalā
binā mushkil ke phir maiñ ne
tumheñ dil se bhulā Daalā
tumhein apna banana kis qadar dushwar hai jaanan
magar is se bhi mushkil hai
tumhein dil se bhula dena
zara si baat thi jo tum se kahni thi
magar kahne ki naubat hi nahin aai
muqaddar ne nihayat hi suhulat se
tumhein mera bana Dala
bina mushkil ke phir main ne
tumhein dil se bhula Dala
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.