KHub-surat zindagi ko humne kaise guzara
aaj kā din kaise guzregā kal guzregā kaise
kal jo pareshānī meñ biitā vo bhūlegā kaise
kitne din ham aur jiyeñge kaam haiñ kitne baaqī
kitne dukh ham kaaT chuke haiñ aur haiñ kitne baaqī
ḳhaas tarah kī soch thī jis meñ sīdhī baat gañvā dī
chhoTe chhoTe vahmoñ hī meñ saarī umar bitā dī
aaj ka din kaise guzrega kal guzrega kaise
kal jo pareshani mein bita wo bhulega kaise
kitne din hum aur jiyenge kaam hain kitne baqi
kitne dukh hum kaT chuke hain aur hain kitne baqi
KHas tarah ki soch thi jis mein sidhi baat ganwa di
chhoTe chhoTe wahmon hi mein sari umar bita di
- Book : chhe rangi darwaze (Pg. 33)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.