nazm
ik baras aur kaT gayā 'shāriq'
rose sāñsoñ kī jañg laḌte hue
sab ko apne ḳhilāf karte hue
yaar ko bhūlne se Darte hue
aur sab se baḌā kamāl hai ye
sāñseñ lene se dil nahīñ bhartā
ab bhī marne ko jī nahīñ kartā
ek baras aur kaT gaya 'shaariq'
rose sanson ki jang laDte hue
sab ko apne KHilaf karte hue
yar ko bhulne se Darte hue
aur sab se baDa kamal hai ye
sansen lene se dil nahin bharta
ab bhi marne ko ji nahin karta
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.