zindagi
koī shikva nahīñ
koī shikāyat bhī nahīñ
ġham hai is baat kā lekin
ki koī ġham bhī nahīñ
ek ehsās-e-pareshāñ hai
satātā aksar
kis tarah khoyā hai kyā khoyā hai
kyā paayā hai
lekin
zindagī sūd-o-ziyāñ hī to nahīñ
kaam kuchh yuuñ bhī huā karte haiñ
koi shikwa nahin
koi shikayat bhi nahin
gham hai is baat ka lekin
ki koi gham bhi nahin
ek ehsas-e-pareshan hai
satata aksar
kis tarah khoya hai kya khoya hai
kya paya hai
lekin
zindagi sud-o-ziyan hi to nahin
kaam kuchh yun bhi hua karte hain
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.