zulmat-e-ana
zehn par chhā.ī hai be-sūd ḳhayāloñ kī ghaTā
fikr-o-ehsās kā har gosha hai mahrūm-e-ziyā
chashm-e-idrāk se poshīda hai rāz-e-fitrat
qalb-e-vīrāñ pe musallat hai anā kī zulmat
nūr-e-irfāñ jo kabhī dil meñ nazar aatā hai
ḳhud-parastī ke añdhere meñ samā jaatā hai
zehn par chhai hai be-sud KHayalon ki ghaTa
fikr-o-ehsas ka har gosha hai mahrum-e-ziya
chashm-e-idrak se poshida hai raaz-e-fitrat
qalb-e-viran pe musallat hai ana ki zulmat
nur-e-irfan jo kabhi dil mein nazar aata hai
KHud-parasti ke andhere mein sama jata hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.