Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Rajesh Reddy's Photo'

Rajesh Reddy

1952 | Mumbai, India

Popular poet depicting social realities

Popular poet depicting social realities

Rajesh Reddy

Ghazal 35

Sher-o-Shayari 39

bulandī ke liye bas apnī nazroñ se girnā thā

hamārī kam-nasībī ham meñ kuchh ġhairat ziyāda thī

bulandi ke liye bas apni hi nazron se girna tha

hamari kam-nasibi hum mein kuchh ghairat ziyaada thi

ijāzat kam thī jiine magar mohlat ziyāda thī

hamāre paas marne ke liye fursat ziyāda thī

ijazat kam thi jine ki magar mohlat ziyaada thi

hamare pas marne ke liye fursat ziyaada thi

kyā jaane kis jahāñ meñ milegā hameñ sukūn

nārāz haiñ zamīñ se ḳhafā āsmāñ se ham

kya jaane kis jahan mein milega hamein sukun

naraaz hain zamin se KHafa aasman se hum

maiñ ne to ba.ad meñ toḌā thā ise

ā.īna mujh pe hañsā thā pahle

main ne to baad mein toDa tha ise

aaina mujh pe hansa tha pahle

niiñd ko DhūñD ke laane davā.eñ thiiñ bahut

kaam mushkil to koī ḳhvāb hasīñ DhūñDhnā thā

nind ko DhunD ke lane ki dawaen thin bahut

kaam mushkil to koi KHwab hasin DhunDhna tha

BOOKS 1

 

Videos 18

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Poet reciting own poetry
Ab kya bataye toote hain kitne kahan se hum

Rajesh Reddy is a prominent poet. Rajesh reciting his ghazals at Rekhta Studio. Rajesh Reddy

Hai koi bair sa usko meri tadbeer ke saath

Rajesh Reddy is a prominent poet. Rajesh reciting his ghazals at Rekhta Studio. Rajesh Reddy

Jaane kitni udaan baaqi hai

Rajesh Reddy is a prominent poet. Rajesh reciting his ghazals at Rekhta Studio. Rajesh Reddy

Jo kahin tha hi nahi usko kahin dhoondna tha

Rajesh Reddy is a prominent poet. Rajesh reciting his ghazals at Rekhta Studio. Rajesh Reddy

Kisi din zindagani mein karishma kyu nahi hota

Rajesh Reddy is a prominent poet. Rajesh reciting his ghazals at Rekhta Studio. Rajesh Reddy

Na jism saath hamare na jaan hamari taraf

Rajesh Reddy is a prominent poet. Rajesh reciting his ghazals at Rekhta Studio. Rajesh Reddy

Rajesh Reddy at a mushaira

Rajesh Reddy

Rang mausam k ahara tha pahle

Rajesh Reddy

Sham ko jis waqt khaali haath ghar jata hu mein

Rajesh Reddy is a prominent poet. Rajesh reciting his ghazals at Rekhta Studio. Rajesh Reddy

Yahan har shakhs har pal haadsa hone se darta hai

Rajesh Reddy is a prominent poet. Rajesh reciting his ghazals at Rekhta Studio. Rajesh Reddy

Ye kab chaha ki mein mashoor ho jaaun

Rajesh Reddy is a prominent poet. Rajesh reciting his ghazals at Rekhta Studio. Rajesh Reddy

Yoon dekhiye to aandhi mein bus ek shajar gaya

Rajesh Reddy is a prominent poet. Rajesh reciting his ghazals at Rekhta Studio. Rajesh Reddy

Audios 10

ab kyaa bataa.e.n TuuTe hai.n kitne kahaa.n se ham

hai ko.ii bair saa us ko mirii tadbiir ke saath

jaane kitnii u.Daan baaqii hai

Recitation

RELATED publishers

More publishers From "Mumbai"

 

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

Get Tickets
Speak Now