aazmaish hai teri jurat-e-rindana ki
āzmā.ish hai tirī jurat-e-rindāna kī
aab hai mauj-e-mai-e-nāb meñ talvāroñ kī
chashm-e-sāqī meñ hai ab hosh-o-ḳhirad kā paiġhām
aaj pursish nahīñ bahke hue mai-ḳhāroñ kī
aazmaish hai teri jurat-e-rindana ki
aab hai mauj-e-mai-e-nab mein talwaron ki
chashm-e-saqi mein hai ab hosh-o-KHirad ka paigham
aaj pursish nahin bahke hue mai-KHaron ki
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 378)
- Author : Ali Ahmad Fatmi
- Publication : Qaumi Council Barai Farog Urdu Zaban New Delhi (2004)
- Edition : 2004
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.