ab meri haalat-e-ghamnak pe khuDhna kaisa
ab marī hālat-e-ġhamnāk pe khuḌhnā kaisā
kyā huā mujh ko agar aap nai nāshād kiyā
hādsa hai magar aisā to alamnāk nahīñ
ya.anī ik dost nai ik dost ko barbād kiyā
ab mari haalat-e-ghamnak pe khuDhna kaisa
kya hua mujh ko agar aap nai nashad kiya
hadsa hai magar aisa to alamnak nahin
yani ek dost nai ek dost ko barbaad kiya
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 108)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.