Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

dida-e-tar pe wahan kaun nazar karta hai

Faiz Ahmad Faiz

dida-e-tar pe wahan kaun nazar karta hai

Faiz Ahmad Faiz

MORE BYFaiz Ahmad Faiz

    dīda-e-tar pe vahāñ kaun nazar kartā hai

    kāsa-e-chashm meñ ḳhūñ-nāb-e-jigar le ke chalo

    ab agar jaao pa.e-arz-o-talab un ke huzūr

    dast-o-kashkol nahīñ kāsa-e-sar le ke chalo

    dida-e-tar pe wahan kaun nazar karta hai

    kasa-e-chashm mein KHun-nab-e-jigar le ke chalo

    ab agar jao pae-arz-o-talab un ke huzur

    dast-o-kashkol nahin kasa-e-sar le ke chalo

    Source :
    • Book : Nuskha Hai Vafaa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 404)
    • Publication : Educational Publishing House (2009)
    • Edition : 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now