Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek kam-sin hasin laDki ka

Jan Nisar Akhtar

ek kam-sin hasin laDki ka

Jan Nisar Akhtar

MORE BYJan Nisar Akhtar

    ek kamsin hasīn laḌkī

    is tarah fikr se hai mukhḌā maañd

    jaise dhundlī kohar chamelī par

    jaise halkī ghaTā ke andar chāñd

    ek kamsin hasin laDki ka

    is tarah fikr se hai mukhDa mand

    jaise dhundli kohar chameli par

    jaise halki ghaTa ke andar chand

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 157)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now