Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gali ke moD pe bachchon ke ek jamghaT mein

Ahmad Nadeem Qasmi

gali ke moD pe bachchon ke ek jamghaT mein

Ahmad Nadeem Qasmi

MORE BYAhmad Nadeem Qasmi

    galī ke moḌ pe bachchoñ ke ek jamghaT meñ

    kisī ne dard-bhare lai meñ māhiyā gaayā

    mujhe kisī se mohabbat nahīñ magar ai dil

    ye kyā huā ki be-iḳhtiyār bhar aayā

    gali ke moD pe bachchon ke ek jamghaT mein

    kisi ne dard-bhare lai mein mahiya gaya

    mujhe kisi se mohabbat nahin magar ai dil

    ye kya hua ki tu be-iKHtiyar bhar aaya

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 164)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now