ham-nashin uff iKHtitam-e-bazm-e-mai-noshi na puchh
ham-nashīñ uff iḳhtitām-e-bazm-e-mai-noshī na pūchh
ho rahā thā is tarah mahsūs hosh aane ke ba.ad
jis tarah dihāt ke stationoñ par din-Dhale
ik sukūt-e-muzmahil gaaḌī guzar jaane ke ba.ad
ham-nashin uff iKHtitam-e-bazm-e-mai-noshi na puchh
ho raha tha is tarah mahsus hosh aane ke baad
jis tarah dihat ke stationon par din-Dhale
ek sukut-e-muzmahil gaDi guzar jaane ke baad
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 143)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.