hamari baaten hi baaten hain sayyad kaam karta hai
hamārī bāteñ hī bāteñ haiñ sayyad kaam kartā hai
na bhūlo farq jo hai kahne vaale karne vaale meñ
kahā jo chāhe koī maiñ to kahtā huuñ ki ai 'akbar'
ḳhudā baḳhshe bahut sī ḳhūbiyāñ thiiñ marne vaale meñ
hamari baaten hi baaten hain sayyad kaam karta hai
na bhulo farq jo hai kahne wale karne wale mein
kaha jo chahe koi main to kahta hun ki ai 'akbar'
KHuda baKHshe bahut si KHubiyan thin marne wale mein
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.