hamesha jagte hi jagte sahar kar di
hamesha jāgte hī jāgte sahar kar dī
kabhī hañsā kabhī aa.heñ bharīñ kabhī royā
banā ke chāñd ko apnā gavāh kahtā huuñ
maiñ aaj tak shab-e-mahtāb meñ nahīñ soyā
hamesha jagte hi jagte sahar kar di
kabhi hansa kabhi aahen bharin kabhi roya
bana ke chand ko apna gawah kahta hun
main aaj tak shab-e-mahtab mein nahin soya
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 110)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.