hasrat
sukūt-e-zindagī hai dushman-e-jāñ ab to aa jaao
mirī hastī hai ḳhud mujh se pareshāñ ab to aa jaao
sunā hai āj-kal maiñ aur bhī be-tāb rahtā huuñ
mirī āñkhoñ se hasrat hai numāyāñ ab to aa jaao
sukut-e-zindagi hai dushman-e-jaan ab to aa jao
meri hasti hai KHud mujh se pareshan ab to aa jao
suna hai aaj-kal main aur bhi be-tab rahta hun
meri aankhon se hasrat hai numayan ab to aa jao
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.