jangal dikhai dega agar ye yahan na hon
jañgal dikhā.ī degā agar ye yahāñ na hoñ
sach pūchhiye to shahr kī halchal haiñ laḌkiyāñ
un se kaho ki gañgā ke jaisī pavitra haiñ
jin ke liye sharāb kī botal haiñ laḌkiyāñ
'anjum' tum apne shahr ke laḌkoñ se ye kaho
pairoñ kī beḌiyāñ nahīñ paa.el haiñ laḌkiyāñ
jangal dikhai dega agar ye yahan na hon
sach puchhiye to shahr ki halchal hain laDkiyan
un se kaho ki ganga ke jaisi pawitra hain
jin ke liye sharab ki botal hain laDkiyan
'anjum' tum apne shahr ke laDkon se ye kaho
pairon ki beDiyan nahin pael hain laDkiyan
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.