jo ranai nigahon ke liye firdaus-e-jalwa hai
jo ra.anā.ī nigāhoñ ke liye firdaus-e-jalva hai
libās-e-muflisī meñ kitnī be-qīmat nazar aatī
yahāñ to jāzbiyyat bhī hai daulat hī kī parvarda
ye laḌkī fāqa-kash hotī to bad-sūrat nazar aatī
jo ranai nigahon ke liye firdaus-e-jalwa hai
libas-e-muflisi mein kitni be-qimat nazar aati
yahan to jazbiyyat bhi hai daulat hi ki parwarda
ye laDki faqa-kash hoti to bad-surat nazar aati
- Book : shayad (Pg. 131)
- Author : Jaun Ailiya
- Publication : Kitabi Duniya, Turkman Gate, Delhi (2008)
- Edition : 2008
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.