Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kabhi na palTegi biti hui ghaDi lekin

Ahmad Nadeem Qasmi

kabhi na palTegi biti hui ghaDi lekin

Ahmad Nadeem Qasmi

MORE BYAhmad Nadeem Qasmi

    kabhī na palTegī biitī huī ghaḌī lekin

    tasavvurāt se dil ḳhush haiñ nau-e-insāñ ke

    vo kis ke haath ke haiñ muntazir ḳhudā jaane

    larazte rahte haiñ parde harīm-e-jānāñ ke

    kabhi na palTegi biti hui ghaDi lekin

    tasawwuraat se dil KHush hain nau-e-insan ke

    wo kis ke hath ke hain muntazir KHuda jaane

    larazte rahte hain parde harim-e-jaanan ke

    Source :
    • Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 166)
    • Author : Sabir Dutt
    • Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
    • Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now