Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kal apne muridon se kaha pir-e-mughan ne

Allama Iqbal

kal apne muridon se kaha pir-e-mughan ne

Allama Iqbal

MORE BYAllama Iqbal

    Interesting Fact

    (Bal-e-Jibril)

    kal apne murīdoñ se kahā pīr-e-muġhāñ ne

    qīmat meñ ye ma.anī hai dur-e-nāb se dah-chand

    zahrāb hai us qaum ke haq meñ mai-e-afrañg

    jis qaum ke bachche nahīñ ḳhuddār o hunar-mand

    kal apne muridon se kaha pir-e-mughan ne

    qimat mein ye mani hai dur-e-nab se dah-chand

    zahrab hai us qaum ke haq mein mai-e-afrang

    jis qaum ke bachche nahin KHuddar o hunar-mand

    Source :
    • Book : کلیات اقبال (Pg. 462)
    • Author : علامہ اقبال
    • Publication : ایجوکیشنل پبلشنگ ہاؤس،دہلی (2014)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now