kya zid hai ki barsat bhi ho aur nahin bhi ho
kyā zid hai ki barsāt bhī ho aur nahīñ bhī ho
tum kaun ho jo saath bhī ho aur nahīñ bhī ho
phir bhī unhīñ lamhāt meñ jaane se fā.eda?
pal bhar ko mulāqāt bhī ho aur nahīñ bhī ho
kya zid hai ki barsat bhi ho aur nahin bhi ho
tum kaun ho jo sath bhi ho aur nahin bhi ho
phir bhi unhin lamhat mein jaane se faeda?
pal bhar ko mulaqat bhi ho aur nahin bhi ho
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 210)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.