main na kaha karta tha saqi tishna-labon ki aah na le
maiñ na kahā kartā thā saaqī tishna-laboñ kī aah na le
pyaas bhī sho.ala ban saktī hai pyāsoñ ko tarsāne se
dekh vo jal uTThā mai-ḳhāna dekh vo sulge jām-o-subū
niklī thī pahlī chiñgārī mere hī paimāne se
main na kaha karta tha saqi tishna-labon ki aah na le
pyas bhi shoala ban sakti hai pyason ko tarsane se
dekh wo jal uTTha mai-KHana dekh wo sulge jam-o-subu
nikli thi pahli chingari mere hi paimane se
- Book : Ye Qadam Qadam Balaen (Pg. 165)
- Author : Maulana Amir Usmani
- Publication : Markazi Maktaba Islami Publishers (2012)
- Edition : 2012
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.