mata-e-lauh-o-qalam chhin gai to kya gham hai
matā-e-lauh-o-qalam chhin ga.ī to kyā ġham hai
ki ḳhūn-e-dil meñ Dubo lī haiñ uñgliyāñ maiñ ne
zabāñ pe mohr lagī hai to kyā ki rakh dī hai
har ek halqa-e-zanjīr meñ zabāñ maiñ ne
mata-e-lauh-o-qalam chhin gai to kya gham hai
ki KHun-e-dil mein Dubo li hain ungliyan main ne
zaban pe mohr lagi hai to kya ki rakh di hai
har ek halqa-e-zanjir mein zaban main ne
- Book : Nuskha Hai Vafaa (Kulliyat-e-Faiz) (Pg. 107)
- Author : Faiz Ahmad Faiz
- Publication : Educational Publishing House (2009)
- Edition : 2009
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.