man ki aaghosh mein hansta hua ek tifl-e-jamil
maañ kī āġhosh meñ hañstā huā ik tifl-e-jamīl
jis tarah zehn-e-azal meñ ho abad kī taḳhīl
dekh leñ vo jo samajhte haiñ ki faanī hai hayāt
zindagānī ke tarab-nāk tasalsul kī dalīl
man ki aaghosh mein hansta hua ek tifl-e-jamil
jis tarah zehn-e-azal mein ho abad ki taKHil
dekh len wo jo samajhte hain ki fani hai hayat
zindagani ke tarab-nak tasalsul ki dalil
- Book : Kulliyat-e-Ali Sardar Jafri(Vol-I) (Pg. 386)
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.