na munh chhupa ke jiye hum na sar jhuka ke jiye
na muñh chhupā ke jiye ham na sar jhukā ke jiye
sitamgaroñ kī nazar se nazar milā ke jiye
ab ek raat agar kam jiye to kam hī sahī
yahī bahut hai ki ham mish.aleñ jalā ke jiye
na munh chhupa ke jiye hum na sar jhuka ke jiye
sitamgaron ki nazar se nazar mila ke jiye
ab ek raat agar kam jiye to kam hi sahi
yahi bahut hai ki hum mishalen jala ke jiye
- Book : Fan Aur Shakhsiyat (Qita Number) (Pg. 185)
- Author : Sabir Dutt
- Publication : Sahir Publishing House ' Parchaiya.n' A.B. Nair Road, Johu Charch, Mumbai No. 49 (March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36)
- Edition : March, Dec. 1993-1995,Issue No. 35,36
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.