nadan hai tera dil hamdam har baat pe ye bahlata hai
nādān hai terā dil hamdam har baat pe ye bahlātā hai
tū apne dimāġh kī baat ko sun kyā tujh ko vo samjhātā hai
hālāt baneñ yuuñ jang kabhī ho jaa.e dimāġh-o-dil meñ agar
aise meñ zamīr ke saath tū jā vo tujh ko jahāñ le jaatā hai
nadan hai tera dil hamdam har baat pe ye bahlata hai
tu apne dimagh ki baat ko sun kya tujh ko wo samjhata hai
haalat banen yun jang kabhi ho jae dimagh-o-dil mein agar
aise mein zamir ke sath tu ja wo tujh ko jahan le jata hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.